The song voices my sentiments. Not having someone besides me these days makes me yearn for the world:
where we will be together (Kahin toh hogi woh duniya jahaan tu mere saath hai),
where there will be days when I will wake up in the morning to find him gazing at me lovingly (Hogi jahaan subah teri palkon ki kirano mein),
where every night I will fall asleep in his arms (Lori jahaan chaand ki sune teri baahon mein),
where there will be a magic of sorts every time we meet (Hai nasha teri meri har mulakaat mein),
and where at any and every pretext we will kiss each other (Hoton se hoton ko chumte o rehte hai hum har baat pe).

Believe me when I say that only where he is, is my laughter, my happiness... my life. (Jahaan hai tu, meri hassi meri khushi meri jaan)
Here is the full song for you to enjoy:
Film: Jaane Tu Ya Jaane Na
Music: A. R. Rahman
Lyrics: Abbas Tyrewala
Singers: Rashid Ali and Vasundhara Das
Kahin toh... Kahin toh hogi woh
Film: Jaane Tu Ya Jaane Na
Music: A. R. Rahman
Lyrics: Abbas Tyrewala
Singers: Rashid Ali and Vasundhara Das
Kahin toh... Kahin toh hogi woh
Duniya jahaan tu mere saath hai
Jahaan main jahaan tu
Aur jahaan bas tere mere jazbaat hai
Hogi jahaan subah teri
Palkon ki kirano mein
Lori jahaan chaand ki
Sune teri baahon mein
Jaane na kahan woh duniya hai
Jaane na woh hai bhi ya nahi
Jahaan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi...
Saasein kho gai hai kiski aahon mein
Main kho gai hoon jaane kiski baahon mein
Manzilon se rahein dhoondti chali
Khud kho gai hai manzil kahin raahon mein
Kahin toh... Kahin toh hai nasha
Teri meri har mulakaat mein
Hoton se hoton ko
Chumte o rehte hai hum har baat pe
Kehti hai fiza jahan
Teri zameen aasman
Jahaan hai tu, meri hassi
Meri khushi meri jaan
Meri khushi meri jaan
Jaane na kahan woh duniya hai
Jaane na woh hai bhi ya nahi
Jahaan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi...
No comments:
Post a Comment