Friday, February 23, 2007

Jaane kyon?


Jaane kyon log pyar karte hain?
Jaane kyon woh kisi pe marte hain?
Jaane kyon? Jaane kyon?
Jaane kyon? Jaane kyon? Jaane kyon?

Pyar mein sochiye toh bas gham hain
Pyar mein jo sitam bhi woh kam hai
Pyar mein sar jhukana padhta hai
Dard mein muskurana padhta hai
Zeher kyon zindagi mein bharte hain?
Jaane kyon log pyar karte hain?
Jaane kyon? Jaane kyon?
Jaane kyon? Jaane kyon? Jaane kyon?

Pyar bin jeene mein rakha kya hai?
Pyar jisko nahin woh tanha hai

Pyar sau rang leke aata hai
Pyar hi zindagi sajaata haiJaane kyon?
Log chup-chup ke pyar karte hain
Jaane kyon saaf kehte darte hain?
Jaane kyon? Jaane kyon?
Jaane kyon? Jaane kyon? Jaane kyon?

Pyar bekaar ki museebat hai
Pyar har tarah khoobsurat hai
Pyar se hum dur hi acche
Arrey pyar ke sab roop hain sache
Pyar ke ghat jo utarte hain
Doobte hain na woh ubharte hain
Pyar toh khair sabhi karte hain
Jaane kyon aap ki mukarte hain
Jaane kyon? Jaane kyon?
Jaane kyon? Jaane kyon? Jaane kyon?















Above are the lyrics of one of my favourite songs from the movie Dil Chata Hai. The film tells the story of Aakaash (Aamir Khan), Sameer (Saif Ali Khan) and Siddhartha (Akshaye Khanna). As different are the three friends in their personalities as varied are their outlooks to love and their journies to it. Among them Siddhartha is the one who understands the true meaning of love while Sameer seems to continually fall in and out of it. Aakaash on the other hand has decided not to cross paths with love at all until Shalini (Preity Zinta) makes him realise ki pyar faisle se nahi kiya jaata bas ho jaata hai. In the song Jaane Kyon... Aakaash and Shalini put forward their views and counterviews on love. Reading through the lyrics its difficult for me to decide whose side I am on. But what about you? :D

3 comments:

Anonymous said...

I believe the answer to your question as well, i.e. which side is the reader on, is also hidden in the verbal calisthenics depicted in that beautiful phrase...
...'faisle se nahin... bas ho jata hai'... !!!

Tuhina Adit Maark said...

So you are on Shalini's side. ;)

Manipal said...

kyon tuhina? kyon?
thumne kyon eh ghana likha hai